Android क्या है? पूरी जानकारी What is android (Hindi)

Android क्या है? पूरी जानकारी What is android (Hindi)


Android Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me. Android Name to Apko Bahot bar sun Ne ko Mil Jata Hai Likin Android Hota Kya Hai.Aaj Ke Din Me Sabhi ke Pas Android Mobile aa Chuka Hai Sabhi Apne Mobile Phone Me Android Ka Use Karate Kai Lekin Ap Jatane Ho Android Kya Hai Or Kaise Work Karata Hai un Sabhi Ke Bare Me Jankari Pane Ke Yah Article ko Last Tak Jarur Padhe.Ham Yah Post Me Janege Ki Android Kya Hai? And Android Sabhi Operating System me se Alag Kaise Hai.or Android Operating System Kyo Jyada Log Use Karate Hai.usake alava Android ME kya Apko Khs Milata Hai Usake Bare Me bhi Janege.
what is android in hindi, android kya hai, android operating system hindi, android mobile hindi
Android क्या है? पूरी जानकारी What is android (Hindi)

Android क्या है? What is android in Hindi

Android Ek Mobile Operating System Hai or Use Google Ke Dvara owning Kiya Jata Hai.Android Operating System Linux kernal par Based Hai.Android OS ek Linux OS Me se HI Bana Hai.Linux Ek Open source operating System Hai.Android Ko MObile devices Ko Dhyan Me Rakhakar Banaya Gaya Hai usame ham kuch kam computer ki tarah Apane mobile Me Bhi Kar Shakate Hai. Coputer Or Leptop Me Jaise sabase Jyada windows Use Kiya jata Hai Vaise Mobile Me Android Os Apko Dekhane Ko Mil Jayegi.android OS sabase Pahale Google Ne Mobile devices ke Liye Tiyar Kiya Gaya Tha. lekin Jab Market me Usaki dimand Jyada Ho Jane Par Android OS T.V,Smartphone,Auto Sabhi Me Android OS launch Kar diya Tha.lekin Sabase Jya Android Os Mobile Devices me Hi Dekhane ko Milate Hai. Android open-source operating System Hai Wo Mobile Ke sath Hi aate hai Usake Liye Apko Alag se paisa dene Nahi padata.

Open-source क्या है?

Open source code Sabhi Ke liye Free Hota Hai.koi Bhi Use coding Change Kar Shakate Hai.usaka exmple Apko Xiaomi ke Mobile me MIUI dekha Hoga. WO MIUI Android Operating Syetm Ka custmice hai.

Android operating system की history

Android Ko Sabase Pahale November 2007 me Android Lnc. ke dara Launch Kiya Gya Tha.Android Lnc. sabse PAhale 2003 me Andy Rubin ke Dvara Sthapit Kiya Gya Tha 2005 Me Google Kharid Liya Gya Tha Android Ka Head Andy Rubin Ko Banaya Gya Tha.2013 me sundar Pichai Android Ka head Banaya Gya tha.sundar Pichai Ne Bhi Android Ka vikas Karane me uska Bhi Bada Yogadan Hai. Android की version history

Android Ne Samay ke sath sath Apne Version Me New Feature Add Karate Rahate HAi.Or Usake Sath New Version Update Karte Hai.Android Lollipop, Android KitKat, Android Nougat Name To aapko Suna Hi Hoga Wo Sabhi Android KA new Feature Ke sath New Version Hai.Android Version Ki List. Android Alpha (1.0) Android beta (1.1) Android Cupcake (1.5) Android Donut (1.6) Android Eclair (2.0, 2.1) Android Froyo (2.2) Android Gingerbread (2.3) Android Honeycomb (3.0, 3.1, 3.2) Android Ice Cream Sandwich (4.0) Android Jellybean (4.1, 4.2, 4.3) Android Kitkat (4.4) Android Lollipop (5.0, 5.1) Android Marshmellow (6.0) Android Nougat (7.0, 7.1) Android Oreo (8.0, 8.1) Android pie (9.0,9.1)

Google Har Version Ko Ek Khas Name Deta Hai.mithai or chocolate ke Name par hota hai.


#Last Word

Asha Rakhata Hu ki apko Yah Article Android Kya Hai in Hindi me helps ki Hogi.agar di Gayi information Acchi Lage to social media pe share Jarur Karana or apne dosto ke sath share jarur kare.

Post a Comment

0 Comments