Paytm Account Kaise Banaye Apne Mobile Me

Paytm Account Kaise Banaye Apne Mobile Me

Paytm Account Kaise Banaye (How to Create Paytm Account): Aaj ke Din Me Paytm Ka Istemal Bahot Jyada log Karne Lage Hai. Sabhi Log Online Digital Bante Ja Rahe Hai. Sabhi Log Aaj Ke Samay Me Online Payment Karne Lage Hai. Uske Liye Paytm Jaise App Ko Apne Mobile Me Install Rakhate Hai.Uske Alava Bhi Apps Hai Jisko Bhi Aap Use Kar Sakte Ho.
paytm account kaise banaye,paytm account kaise banate hai,how to create paytm account,how to make paytm account,paytm account,paytm account kaise banaye 2019,paytm par account kaise banaye,paytm id kaise banaye,paytm me account kaise banaye,new paytm account kaise banaye
Paytm Account Kaise Banaye Apne Mobile Me
Paytm Ek Digital E-payment Company. Indian DIgital Payment Company Hai 2010 Me Ek Mobile Recharge Website Ke Liye Start Kiya Gya Tha. Sabhi Log Digital Wallet Ka istemal Karte Hai.Agar Apke Pas Paytm Account Hai to Aap electricity bill payment, Mobile Recharge, Bus Booking, Hotel Booking, Movie ticket Book Jaise Kahi Sare Kam Apne Paytm Account Se Kar Sakte Ho.


Paytm Account Banase Pahle Ham ye Bat Jan Lete Hai Paytm Se kya Kar Shakte Hai.Agar Aap Paytm Use Karoge To Apko Kahi Sare Benefits Aapko Mil Jayege.


Paytm Download Kaise Kare?



Sabse Pahle Apko Paytm Ka Istemal Karna Hai to Apko Usko Apne Me Mobile Me Download Karna Padega.Agar Aap Ek Android User Hai To Apko Apne Playstore Se Download Kar Lena Hai.Aap Niche Link Par Click Karke Bhi Download And Install Kar Sakte Ho.



Yaha Se Aap Bahot Aasani Se Download Kar Sakege.Ab Jante Hai Paytm Account Kaise Banye.


Paytm Account se Aap Kya kya Kar shakege?



Agar Aapke Pas Paytm Account Hai or uska use Karke Aap Niche Bataye Kam aasani se Kar Sakte Ho uske Alava bhi Bahot Sare Kam Hai Usko Bhi Aap Kar Sakte Ho.


-Paytm se Aap Apna Mobile/DTH, Broadband Jaise Recharge Kar Shakte ho.
-Electricity bill, Gas bill Paytm se Online Pay Kar Shakte Ho.
-movie ticket, Train ticket, Flight Ticket Paytm se booking Kar Shakte Ho.
-Online Shopping
-Bus Ticket Booking
-Live Train Tracking
-Hotel Booking
-more…

Paytm Ka istemal Karne Ke Sath Aapko Kahi Sare Offers Ka Bhi Apko Benefits Milega.Cashback Offer Bhi Apko Mil Jayenge.Bahot Aasani Se Offer Ka Benefits Le Sakege.

Agar Aap Bhi Apna Paytm Account Create Karna Sahte Hai To Aaj Aapko Yah Post Me Apko Batauga Ki Kai Paytm Account Kaise Banaye. Paytm Account kaise Banaye Full Tutorial Apko Step By Step Batane Vala Hu.

Apne Mobile Se Paytm Account Kaise Banaye?


Step 1:
Sabse Pahle Apko Apna Paytm Ko Open Kar Lena Hai.Jaise Aap Paytm Ko Open Karege To Apko Apni language Select Karna Hoga.Uske Bad Apko Continue Button Click Karna Hai.

Step 2:
Aapka Account Google, Facebook Se Create Karna Sahte Hai Usko Select Karna Hai. Agar Menualy Account Create Karna sahte Hai To Create New Account Par Click Karna Hai.

Step 3:
Apko Apna Mobile Number enter kare Uske Bad Apko Password Enter Karna Hai.or Last Me Apna Email Id/Gmail id Enter Karna Hai.
Note: Password Me Aapko lowercase letter, one numeric digit, and one special character Use Karna Hai. Ex Hint Password: Password@12345
  • Sing up button par click Karna hai

Step 4:
Apne Enter Kiya Hua Mobile Me Ek OTP (One Time Password) Sent Hoga.Apke Apne Mobile Me Aaya Huaa OTP ko enter Karna Hai Uske Bad “Done”.Par Click Kare.

Step 5:
OTP enter Karne Ke Bad Apko Apne Bare Me Information Add Karna Hai Uske Bad Apko Conforme Kar dena Hai.

-Apne Enter Kiya Email Par Ek Verification Link Mil Jayege Uske Apne Open Karke Apna Gmail Verification Kar Lena Hai.

Is Tarh Aap Apne Mobile Se Paytm Account Bana Sakte Ho.


Last Word :


Aapne Yah Article me Paytm Account Kaise Banaye Uske Bare Dekha Umiind Karta Hu Ki aapko Pasand Aaya Hoga.apke Koi Question Hai to COment Box Me Jarur Likhe.

Agar Pasand Aaye To Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Kare. Jay Hind !

Post a Comment

0 Comments