Apne Smartphone me Android 10 install kaise kare ?
Android 10 ko Android Q ke name se hi Jana Jata hai. Android Q ko 3 September ko Google pixel ke liye officially launch Kiya Tha. Yah Ek latest operating system hai. Aap Apne mobile me bhi use install Kar skate ho. Aaj ham is post ki help se Android Q operating System ko install Karana Shikhege.To aaiye janate hai Apne Smartphone me, Android 10 install Kaise Kare? How to Download and Install Android 10 in Hindi.
Apne Smartphone me Android 10 install kaise kare ? |
Android 10 Google pixel ke liye launch ho Chuka hai jaldi se aapako other smartphones me dekhane ko milega. Sabase Pahale Android Q ko Google pixel me launch Kiya Gaya Tha.
Aab Janate hai hai ki Kaise Apne Smartphone me Android 10 install Kaise Kare? How to Download and Install Android 10 in Hindi.
Read This : Android क्या है? पूरी जानकारी (Hindi)
Read This : Android क्या है? पूरी जानकारी (Hindi)
Android 10 Download And install Kaise Kare?
Aap Ke Pass Google Pixel Mobile Hai To Aap Mobile Ki Setting Me Ja Kar Android 10 Install Kar Shakate Ho.
Kaise Install Kare Step By Step Janate Hai.
1.Sabase Pahale aap ko Apne Mobile ki Settings Me Jana Hai.
2.Settings Me Aapko Advance Setting Ka option Mil Jayega.
3.Aab Aapako Advance Settings Me ja Kar System Update upar Click Karana Hai.
4.Aap ke Mobile Jo Android 10 Upadate Avalable Hoga To Aap Ko Option Dikhai Dega.
5.Update Option ke upar Click Karake Android 10 Download kar shakate Ho.
6.Mobile Ko re-Start Karake New Android 10 install Kar shakate Ho.
7.Enjoy Android 10 verson
Aapko Di Gayi Process ki Help se Bahot Aasani se Aap Android 10 system Download And Install Kar skate Ho.
Google Pixel Ke Sabhi Device me Roll Out Kiya Ja Raha Hai.Thoda Din me Aap Ko google Pixel Ke Sabhi Device Me Dikhane Ko Mil Jayega.
Android 10 Ko aab Tak Ka Sabase Jyada Secure Mana Jata Hai.Sabase Jayada Secure Android OS Kaha Jata Hai.User Ki Dimand Ko Dhayan Me Rakhate Huye Is OS me Dark Mod,Sharinig Feature,Dual Screen,Multi Tasking,Singal Button Use jaise Aapko Kahi New Feature Dekhane Ko mil Jayega.
0 Comments