Android 10 (Q) क्या है और इसमें क्या नया मिलेगा? Android Q in Hindi

Android 10 (Q) क्या है और इसमें क्या नया मिलेगा? Android Q in Hindi




Google Ne Nya Mobile Operating System Android 10 ko launch Kar Diya Hai.Usake Pahale Android 10.0 Beta Version release Kiya Hai. USka Name Android Q Rakha Gya Hai.Android Q Me Apko Bahot New Feature Dekhane Ko Mil jayege.Android Q ki Nayi Information Kya Hai Usake Bare Me Ham Apko Batane Vale Hai To Sabhi Jankari Ke Liye Hamare Sath Jude Rahiye.What is Android Q in Hindi, What is New and How to Install it? 

android 10,android q,android 10 features,android 10 q,android 10 update,android 10 new features,android 10 changes,android q beta,android q features,android 10 pixel,android 10.0,android 10 new,install android 10

Google Ka Yah New Version Me aapko Bahot New Feature Dekhane ko Mil Jayege.Android Q Abhi Ke time me Google Pixel Me hi Launch  Kiya Gya Hai Lekin Apko Jaldi Che Sabhi SmartPhone Me Launch Kar Diya Jayega.

Yah Article Me Android Q Kya Hai Usame  Kya Kya Nya Feature Mile? Yah Information Apko Milegi Android Q Kya Hai Aur Isme Kya Kya New Features Milenge in Hindi.

Android Q Kya Hai? (What is Android 10 in Hindi)


Android Q New Mobile Operating System Hai? latest Mobile Update Operating System Hai.Android Q ko Abhi Ke time me Google Pixel Me available Kar Diya Hai.Yah Operating System Me Apko Bahot Satr New Feature Include Kiya Hai.Sabhi Operating System Ki Tarah Android Q Ko Bhi Apne SmartPhone Me istmal Kiya Ja Sakata Hai.

Google ka vice president Ne Apne blog Me Ek Post Likh Kar Android Q Ke new Operating System Ke Feature Ke Bare Me Bataya Tha. Yah Operating System Me privacy and security ka Jyada Khyal Rakha Gya Hai.

Android Ka Old version list Below :


Gingerbread
Honeycomb
Icecream Sandwich
JellyBean
Kit Kat
Lollypop
Nougat
Oreo
Pie
Android Q

Yah Sabhi Operating System Me Android Q latest Operating System Hai.

          ''Read this : Android क्या है?''

Android 10 (Q) Ke Nya Features Kya Hai?


Google Ne Yah New Operating System me Bahot Sare New Feature Add Kiya Hai. Android Q के Features in Hindi.

1. Privacy and Permissions

Google Ne Yah New Operating System Me Privacy Ke Bare Me Jyada Khyal Rakha Gya Hai.is Ki Help Se User usaki Jarurat Ki Hisab Se Permissions De Sakega.

Old Operating System me Aap Only Location Ki Permissions par control Kar Shaka The.Ab Sabhi Application Par Apka control Hoga.

2. Foldable Phone Support

Yah Operating System foldable screen phone Ke Liye Bhi Taiyar Kiya Gya Hai.

3. Sharing Shortcut

Android Q ke Nye Operating System Ke Jariye User Aasani Se other Devise Me Data Share Kar Shakate Hai.Usake Alava Camera, Connectivity, Gaming or Neural Network API Jaisi Seva A Bhi Milegi.

4. Device Location

Apps ko Location Milane Par User Ko Jyada Control Diya Jayega.user Kabhi Bhi Location Dikhane ki Anumati De Shakate Hai.

5. System-wide screen recorder tool

Android Q ka Wide Screen Recorder Tool Ki help Se user Mobile Ki screen Ko record kar Shakata Hai.Usake Sath Voice Bhi Record Kar Shkata Hai Or Use Share Bhi Kar Shkata Hai.

6. Downgrade Support

Android Q operating System ke Alava Old Sabhi Operating System Me Apko only Apps Ko Upgrade Karane ka option Mil Raha Tha.Lekin Ap Android Q me App Me Downgrade Bhi Kar Shakate Ho.

7. Emergency Shortcut

Yah Operating System me Apko Emergency button Bhi Dekha Ne ko  Milega.use power menu se access kiya jata hai.usake jariye user kam samay me emergency call Kar Shakate Hai.

8. Notification Management

Android Q Me Notification Ko Manage Karanr Ka Bhi Option ako Mil Jayega.

9. Dark Mode

Android Q operating System Me power Safe Mode me Dark mode feature apko Mil Jayega.

10. PiP Mode

Pip Mode Me mobile Screen Ko Dusare Mobile Me bhi Shala shake Te Ho.

11. More Permission

Android Q me Google user Jya Control Diya Jaye Ga
.
12. Screenshot Notch


Last Word 

Yah Post Me Hamane Android Q Me Kya Nya Feature Apko mileage Usake Bare Me Jana. Asha Rakhata Hu Ki Is Mahiti Apko Helpful Hogi Or Achhi Lage To Aapke Dosto Sath Jarur Share Karana.

Post a Comment

0 Comments