How to Find PaytmKYC center near me And Paytm Merchant in your Mobile

How to Find PaytmKYC center near me And Paytm Merchant in your Mobile

Aj ke din me Paytm Ek Online Service Me Bahot Aage Nikal chuki hai.Aaj ke din  Sabhi Log Paytm Se Parichit hoge sabhi log Paytm Ka use karate hai.Paytm Apne application Samay Ke sath Sath Kuch Nya Update Karti Raheti Hai.Paytm Ne apna Ek Paytm Bank Ki service Bhi start Kar diya Hai.Paytm User Ki Privecy Ko Dhyan me Rakhakar Usaka KYC Ki procces kar liya Hai.

How to Find Paytm kyc center near me And Paytm Merchant in your Mobile
Har Koi User Uski Jaruriyat Ke mutabe Paytm Ka use karate Hai.jaise ki koi online recharge,bus booking,shoping,traink ticket boobking,paytm bank etc.jaisa kam ke liye sabhi Log Paytm ko use karate hai.

Paytm Ko puri tarah sabhi feature ko istmal karane ke liye apko “Paytm KYC” karani hoti hai.ab janate hai aakhi kya hota hai KYC.


KYC kya Hai ?


KYC ka Full Form (Know Your Customer) hota hai.uska matlab hota hai “apne grahak ko janana”.jaise ki bank,insurance company apko seva dene se pahale aapka pata karati hai apke bare fulinformation colect karati hai.kyc customar ke Bare me full informaton deti hai.

Paytm KYC karane ke liye PAN Card, Driving License,Nrega Card, Voter ID,passport jaise document use karake karva shakate ho.


Paytm KYC kya hai ?


Ajki din me normaly sabhi ke pas 2 simcard hota hai or sabhi number se paytm account bana lete hai or paytm me aane vali cashback offer lete hai.paytm ke sath fraud karata hai.usi  muskeliya ke liye paytm user ko kyc karvata hai.

Kyc karavane ke bad paytm ko pata chalata hai ke vo banda real hai or uski seva de me help karata hai.

Paytm kyc complate karvane liye aapko nearest paytm kyc center jana padega or apna document ko verification karana hoga,usake liye apko pata karna hoga apki nearest kyc center ka.aj ham yah topic ke bare me bat karne vale kaise nearest kyc center ka pata laga chakate hai. To chaliye jamate hai.


Nearest Paytm kyc center ka pata kaise lagaye?

(how to find nearest paytm kyc center)

1.Nearest KYC center ka pata karne ke liye apko apne mobile ka location on kar lena hai.

2.uske bad apko apne mobile phone me Paytm Ka official application open Karna hai.

3.usake bad paytm app ke top bar me Nearby KYC Point ka option mil jayega uske upar click karna hai.

4.Nearby KYC Point par click karane ke bad apko 2 option mil jayege. 1 Complete your KYC OR (2.) Pay With Paytm.

5.Complete your KYC option me apko nearest kyc center ki list mil jayegi.kyc center ka contect number bhi apko mil jayega. Usaka contect kar shakate ho.and apko uska center par jakar apna account full kyc complate karva shakte ho.

यह भी पढ़े :

6. १८ साल से कम उम्र है तो KYC कैसे कराये?

#Last Word

Ab apko pata chal gya hoga ki paytm kyc kya hai or Nearest kyc center kaise pata kare.asha rakhata hu ki apko yah jankari acchi lagi hogi.agar apko yah article helpful lage to apke dosto ke sath share karna na bhule.milate kuch new topic ke sath.agar apka koi saval hai to muje coment karake jarur bataye.

Post a Comment

0 Comments