Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare - Paytm Se Mobile Recharge Karne Ka tarika

Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare - Paytm Se Mobile Recharge Karne Ka tarika

Namskar Dosto Apka Hamari Website Me Swagat Hai. Hamne Pichli Post Dekha Tha Ki Paytm Kya Hai Or Paytm Se Ham Kya Kya Kar Shakte Hai.Paytm Ek Indian E-Payment Company Hai.Paytm Ki Satrting 2010 Me Ki Gai Thi.Aap Ek Smart Phone Use Hai To Apko Pata Hoga Online Rechare Ke Bare Me.Aaj Ham Is Post Me Janege Ki Ham Kis Tarh Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare.Paytm Se Mobile Recharge Karne Ka Tarika Aaj Apke Samne Batane Vala Hu.


paytm se mobile recharge kaise kare,paytm se recharge kaise kare hindi,paytm se mobile recharge kaise karte hain,paytm mobile recharge tarika,paytm se mobile recharge kaise kare net banking,paytm recharge kaise kare,paytm wallet se mobile recharge kaise kare,paytm mobile recharge kaise kare
Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare
Aap Ek Smartphone Use Hoge to Apko Pata Hoga Ki Internet Or Calling Ka Istemal Karne Ke Liye Apko Recharge Karvana Padta Hai.Lekin Kahi Sare Log Hai Usko Online Mobile Recharge Karna Nahi Aata Hai Or Wo Kisi store Par Chale Jate Hai.Jab Aap Store Par Apna Recharge Karte Ho To Apko Cashback Jaise Offer Ka benefits Apko nahi Milte Hai.


Apne Smart Phone Me Sabse Pahle Playstore mese Paytm Ka application Download Kar Lena Hai Uske Bad Apne Paytm App Me Apna Account Create Kar Lena Hai. Agar Apke Pas Apne Paytm Wallet Me Money Add Kar Rakhi Hai To aap Usme Se Recharge Kar Shakte Ho Varna Apne ATM Card Ki Madad Se Kar Shkte Ho.


Chalte Hai Paytm Se Mobile Recharge Kaise Karte Hai - Hindi Me Step By Step. Aap Apne Mobile Phone Se Sabhi Company Ka Recharge Apne Mobile Se Kar Shkte Ho.


Paytm Se Mobile Recharge Kaise Karte Hai.



1. Sabse Pahle Aapko apne Smartphone Me Paytm Ki Application Ko Open Karna Hai.


2.Uske Bad Apko Pahle Apna Account Loin Nahi Ho to Sabse Pahale Apko Apne Account Me Login Ho Jana Hai.


3. Login hone Ke bad Apko Mobile Prepaid Par Apko Click Karna Hai.


4.Mobile Prepaid Select Karne Ke Bad Apko Agle Step Me Apna Mobile Number Enter Karna Hai.


5.Aab Apne Apka Sim Card Ka Company Or Apne State Ka Name Select Karna Hai.


6. Uske Bad Apko Jitneka Recharge Karna Hai Uska Rupee Enter Karna Hai. 


*Fast Forward: Agar Aap Apne Paytm Wallet Me Apka Balance Hai To Aap Usko Select Kare Varna Apko Usko Unchek Karna Hai.


7.Proceed Par Click Karna Hai.


*Agar Aapne Fast Forward Ko Select Kara Hoga To Apka Recharge Successful Ho Jayega.


8. Uske Agle Step Me Apko Promocode Enter Karne Ka Option Apko Mil Jayega Agar Apke Ke Pas Paytm Ka Promocode Hai To aap Usko Use Kar Shakte Ho.


9.Uske Bad Apko 4 Payment Option Apko Mil Jayega.

1.Debit Crad
2.Credit Card
3.Net Banking
4.BHIM UPI


Upar Di Gai List Me Se Aap Koi Sa Bhi method Use Kar Sakte Ho.Mai Aapko Debit Card(ATM) Card Se Bataunga.


Agar Aap ATM Debit Card Se Karna Chahte Hai To Debit Card Ko Select Karna Hai.Uske Bad Apko Niche Di Gai Step Me Apni Inforrmation Add Karni Hai.


  • Enter your card detail: Apke Debit Card Ke Upar Ke 16 Numer Mil Jayega Usko Enter Karna Hai.
  • Expiry / Vialidate date : Aapko Yah Boc Me Apna ATM/Debit Card Ki Expiry Date And Year Ko Enter Karna Hai.
  • cvv : Yha Par Apko Apne Debit Card Ke Piche Apko 3 Anko Ke Numbae Mil Jyege Usko Enter Karna Hai.
  • pay securely: Aap Apni Details Ko Verify Karke Pay Securely Button Par Click Kare



Jaise Aap Pay Securely Par Click Karege tab Apko Ek New Page Me redirect Kar Diya Jayega Usake Sath Apke Debit Card Ke Sath Link Mobile Number Me OTP(One Time Password) Sent Kiya Jayega Usko Enter Karna Hai


OTP Enter Karne Ke Bad "Submit Button" Par Click Kar Dena Hai.


Aab Apka Recharge Apne Number Me Done Ho Jayega Or Sath Me Apne Bank Account Me Se Utani Balance Cut Ho Jayegi.


Yah Setps Ko Follow Karke Aap Asani Se Apne Paytm Se Mobile Recharge Kar sakte Ho.


यह भी पढ़े :

6. १८ साल से कम उम्र है तो KYC कैसे कराये?

Last Word :



Aapne Yah Post Me Dekha Ki Kitani Aasani Se Paytm Se Mobile Rechge Kar Sakte Ho.Paytm Se mobile recharge Ya Step Follow Karke Bahot Aasani Se Kar Sakege.Ummid Karta Hu Ko Apko Smaje Me Aa Gya Hoga Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare.Agar Apke Koi Saval Hai to Coment Box Me Jarur Likhe.

Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare Jankari Acchi Lage to Apke Dosto Ke Sath Jarur Share Kare.

Post a Comment

1 Comments