Paytm Kya Hai? Paytm Ka Istmal kaise Kare Puri Jankari Hindi me

Paytm Kya Hai? Paytm Ka Istmal kaise Kare Puri Jankari Hindi me

Aap Paytm Ka istmal To Jarur Kiya Hoga Lekin Apko Pta Hai Paytm Kya Hai.Nahi Tapa Hai Fir Aaj Apko Paytm Ke Bare Jane ge Kya Hota Hai Paytm.To CHalte Hai Aajke Topic Ke Uper Paytm Kya hai.
Paytm Kya Hai,paytm wallet kya hai,paytm wallet kaise use kare,paytm kya hai,how to use paytm,paytm kaise use kare,paytm wallet,paytm bank kya hai,paytm money kya hai
Paytm Kya Hai?
Paytm Kya Hai? (What Is Paytm)

Paytm Ek Indian Electronic Payment Company Hai. Paytm Ka Full Form “Pay Through Mobile”.Paytm Ka founder Vijay Shekhar Sharma Hai.

Paytm Ek Indian Digital Payment Company Hai.Uski Sthapna 2010 Kiya Gya Tha.Paytm Aaj Ke Din Me Ek paytm Bank Ban Gai Hai.Sabse Jyada Log Paytm Ka Mobile Recharge, Money Transfer, Online Shopping, Bill Payment, DTH Recharge, Borband Recharge, Ticket Booking, Jaise Kam Aap Apne Mobile Phone Se Aasani Ek Minit Me Kar Shakte Ho.

Aap Smartphone User Hai to Aapko Pata Hoga Aap Apna Paytm Wallet M Se Aasani Se Shopping QR code Scan Karke Bhi Bahot Aasani Che Kar Shkte Ho.

Paytm Se Aap Kya Kya Kar shakte Hai?


Aap Jante hoge Paytm Ek Digital E-payment Karti Hai.Jaise Ap apne Wallet Ka istmal Karte Hai Thik Usi Tarh Paytm ek digital wallet hai.

-Paytm se Aap Apna Mobile/DTH, Broadband Jaise Recharge Kar Shakte ho.
-Electricity bill, Gas bill Paytm se Online Pay Kar Shakte Ho.
-movie ticket, Train ticket, Flight Ticket Paytm se booking Kar Shakte Ho.
-Online Shopping
-Bus Ticket Booking
-Live Train Tracking
-Hotel Booking

Uske Alava Bhi Aap Paytm Se Bahot Kuch Kar Shakte Ho.Paytm Ki Feature Or services Ka benefits Apko Mil jayega.

Paytm Wallet Kya hai?


Paytm Apna Ek digital Wallet Bhi Kaha jata Hai.Jaise Aap apne Wallet me Jyada money Rakhna Itana Achha nahi hai.Uske Sath Sath Apne Uska bahot Khyal Bhi rakhana Padta Hai.lekin Ab Apne Wo Cash Apne Paytm Me Add Kar Dete Ho To apko bahot Achan Ho jayega .uska istmal Aap Kahi bhi samy Apne paytm Account Se Kar Shakte Ho.

Sabhi Smartphone User Apne Smartphone Me Paytm Ka istmal Kar Shakte Hai. Apne Google Play Store Me Ja Kar Bahot Achani Se Download and Install kar Shakte ho.

Paytm Wallet ka Use Kaise Kare?


Paytm Me Apko Bahot Sari Service Apko At Home Mil Jayege Uska Aap apne Paytm wallet Use Karke Kar Shakte Ho.Paytm ki Service kaise Use Chaliye details Me Jante Hai.paytm Wallet Ka use.

1.Money Transfer

-Paytm Se Aap Kisi Bhi Person Ko Money apne Wallet Me se Transfer Kar shakte ho or apne Wallet Me Manga shakte ho. Uske Alava Online Payment Bhi Apne Wallet Me se Kar Shakte Ho.

2.Online Recharge From Paytm Application At Home

-Paytm Se Aap Sabhi Online Recharge Kar Shakte Ho. idea, Airtel, BSNL, Vodafone, Jio Jaise Company Ke prepaid Recharge Ke Sath Postpaid Bill Bhi Pay Kar Shakte Ho.

3. Ticket Booking

-Paytm Wallet Ka istmal Karke Aap Apne Mobile Se Kuch Minutes Me Rickets booking Kar Shakte Ho. Flight Ticket, Train Ticket, Bus Ticket or Movie Ticket Online Booking Kar Shakte Ho.

4. Online Shopping

-Aaj Ke Din Me Online Shopping Ka Status Din Din Badhta Ja Raha Rai Yah COmpitation Me Paytm Mall Me Apne Mobile Me Se Online Shopping Kar Shakte ho. Paytm Par Apko Bahot Sare Offer Bhi Apko Shopping Karne Pe Mil Jata Hai. Uske Sath Sath Discount Bhi Diya Jata Hai.

5.Bill Pay

-Apne Mobile se Apna Paytm Wallet Me Se Electricity Company Ka  Bill Payment Kar Shakte Ho.uske alava Bhi Aap Gas Bill, Landline Bill, Broadband Jaise Bill Payment Apne Paytm Se Kar Shakte Ho.
Last Word

Yah Article Me Apko Paytm Kya Hai, Paytm Wallet Kya hai Uska Kaise Use Kare, Paytm Se Aap Kya kya Kar Shakte Ho uske Bare Me Batane Ki Koshish Ki Hai.Ummid Karta Hu ki Apko Yah Lekh Pasand Aya Hoga.Agar Apke Koi Quastion Hai To Coment Box Me Jarur Likhe.

Agar Apko Yah Post Acchi Lage To apke Dosto Ke Sath Social Media Jarur Share Kare. 

Post a Comment

2 Comments