Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare - Book Movie Ticket Paytm

Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare - Book Movie Ticket Paytm

Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare - Namskar Dosto Apko Pata Hoga Ki Aaj Ke Din Me Paytm Ka Istemal Bahot Sare Log Karne Lage Hai.Paytm Ka Istemal Karke Aap Bahot Sare Kam Apne Ghar Bethe Kar Shakte Ho.Sabhi Log Online Apne Mobile Wallet Ka Istemal Karne Lage Hai.Apne Mobile Se Aap Online Bus Ticket Booking, Mobile Recharge, Train Ticket, Broad Band Recharge, Hotel Booking Jaise Aap Apne Mobile Se Kar Shakte Ho.
paytm se movie ticket kaise book kare,movie ticket kaise book kare,paytm movie ticket booking,how to book movie tickets in paytm,paytm movie ticket kaise book kare,paytm par movie ticket kaise book kare,movie ticket,paytm se movie kaise book kare,paytm se movie ticket kaise download kare,Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare
Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare - Book Movie Ticket Paytm

Paytm Se Movie Ticket Booking Kya Hai


Jaise Ki Koi New Film Launch Hota Hai TO APko Theater Me Se Apna Ticket Book Karne Jana Padta Tha lekin Aap Apne Mobile Me Se Paytm Ka Istemal Karke Apne Mobile Se Movie Ka Ticket Book Kar Sakte Ho.Apko Theater Par Line Me Khade Rahne Ki Jarurart Nahi Padegi.Aapke Mible Me Conformation Massage Apke Gmail Or Mobile Number Me Apko Mil Jayega Uska Aap Use Karge New Film Ke Apna Ticket Book Kar Sakte Ho.

Agar Aapko Paytm Se Paytm Ka Istemal Karke Movie Ticket Book Karna Sahte Hai to Aap Yah Post Ko Last Tak Jarur Padhe.To Chaliye Jante Hai Kaise Karte Hai Paytm Se Movie Ticket Booking.

Paytm Se Movie Ticket Book Karne Ka Fayda


Paytm Se Movie Ticket Book Karne Se Aapko Bahot Sare Benefits Aapko Mil Jayege.
-Aapko CashBack Ka Benefits Milega.
-Aapko Apki Pasand Ki Seat Pasand Kar Sakege.
-Movie House Par Line Me Khade Rahne ki Jarurat Nahi Hai.
-Uske Alava Bhi Apko Benefits Mil Jayege.

Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Kare Easy Step By Step


Step 1:
Sabse Pahle Apko Paytm Ka App Open Karlena Hai.Or Usme Apne ID Password Se Login Kar Lena Hai.Agar Aapne Abhi Tak Paytm Ka Account Nahi Banaya Hai To AAp Amari Niche Diye Link Se Post Ko Padh kar Apna Account Create Kar Shakte ho.

Step 2:
Uske Bad Paytm Ke Home Page Me Movie ka Icon Mil Jayega Uske Par Click Karna Hai.

Step 3:
Aab Apko Select Karna Hai Aapka Location.Location Aapko Jis City Me Aapka Movie House Hai Usko City Ka Name Enter Karna Hai.(City Select Karna Hai.)

Step 4:
Aab Aapko Paytm  Me Aapko New Movie Ka List Dikhai Denga Usme Se Aapko Jis Movie Ka Ticket book Karna Hai Usko Select Karna Hai.

Step 5:
Aab Apko Sabhi Theater Ka List Aapko Mil Jayega Usme Se Aapko Jis Theater Me Movie Ko Dekhna Sahte Usko Select Karna Hai.

Step 6:
Aab Apko Show Time Dikhai Denga Usme Se Aapko Apne Mutabe Time Select Kar Lena Hai.

Step 7:
Uske Bad Aapko Sabhi Seat Ki List Aapko Batai Degi Usme Se Aapko Avalable Seat Select Kar Lena Hai.

Step 8:
Agar Aapke Pas Koi Promocode Hai To Usko Add Kar Sakte Hai.Uske Bad Aapko Procced To Pay Par Click Karna Hai.Aap koi Sa Bhi Payment mathod Ka Use Karke ticket Ka Payment kar Sakte Ho.

Step 9:
Aab Apke SamneAapki Ticket Ka Summary Aapko Dikhai Degi.

Summary Me Aapko Niche Di Gai Details Mil Jayegi.

-Theater Ka Name
-Location
-Number Of Ticket Book
-Movie Date
-Cinema Screen
-Show Time
-Booking Id

Step 10:
Aab Aapko Cinema Par Apne Time Par Jana Hai Or Apne Movie Ka Enjoy Kar Sakte Hai.

Last Word


Aap Aasani Paytm Ka Cashback Ka Labh Le Sakte Hai.Aapne Yah Post Me Dekha Ham Kaise Paytm Se movie Ticke Kaise Book Karte hai Uske Bare Me Jana.Ummid Karta Hu Ki Aapko Jankari Acchi Lagi Hogi.Agar Aapke Koi Question HaiTo Coment Box Me Jarur Likhe.

Agar Aapko Paytm Se Movie Ticket Kaise Book Karte Hai uske Bare me Jankari Acchi Lage To Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Kare.

Post a Comment

0 Comments