Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare - Add Money In Paytm

Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare - Add Money In Paytm

Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare  - Namskar Dosto Apka Swagat Hai EK New Paytm Article Me.Aaj Ke Din Me Technology Bahot Aage Nikal Chuki Hai.Kahi Sare Kam Aap Apne Mobile Se Ghar Bethe Kar Sakte Ho. Paytm Se Aap Apne Mobile Se Mobile Recharge, Movie Ticket Booking, Bus Booking, Hotel Booking, Bill Pay, Online Shopping Jaise Kam Apne Mobile Se Kar Sakte Ho.
Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare - Add Money In Paytm,paytm wallet me paise kaise add kare,paytm me paise kaise add kare,paytm me paise kaise dale,how to add money in paytm wallet,paytm wallet me paisa kaise add kare,paytm me paise kaise dale hindi,paytm wallet me paise kaise add karte hain,paytm account me paise kaise add kare,paytm wallet me paisa kaise dale
Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare - Add Money In Paytm
Paytm Se Yah Sabhi Service Ka benefits Lene Ke Liye Aapko Apne Paytm Wallet Se Bhi Use Kar Sakte Ho. Paytm Wallet Se Pay Karne Se Apko Kuch Benefits Apko Mil Jate Hai.

-Paytm Wallet Me Money Add Karne Se Apko Bank ke Sabhi work Kar Sakte Ho.
-Apko OTP Enter Karneki Jarurat Nahi Padegi.
-Apko Bar Bar Apne Apne Card Ki Details Enter Nahi Karni Padegi.
-Kahi Bank Apko Month Me Kuch Limited Transaction Dete Hai Usko Aap Bacha Sakte Ho.

*agar Aap Apne Paytm Wallet Ka Istemal Karte Hai To apko Yah Benefits Apko Mil Jayega.

Agar Apko Bhi Janna Hai Ki Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Karte Hai To Hamare Sath Jude Rahiye.Paytm Wallet Ka Istemal Karne Ke Liye Aapko Apne Paytm Wallet Me Paisa Add Karna Padega. To Chaliye Jante Hai Apne Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare.

Paytm Wallet Me Paisa Kaise Add Kare - How To Add Money In Paytm Easy Step by Step


Step 1:
-Sabse pahle Apko Paytm App Ko Open Karna hai.
-Apne Account Login Kar lena hai.
-Facebook Or Google+ Account Se Bhi log in Kar sakte ho.


Step 2:
Sabse Upar Me Apko “Add Money” Ka option Apko Mill Jayega Usske Upar Click Karna Hai.

Step 3:
Uske Bad Apko Jitna Money Apne Paytm Wallet Me Add Karna Sahte Ho Itana Paisa Likhna Hai.Uske Bad Aapko Next Par Click Karna Hai.Ab Aapko “Add Money” Par Click Karna Hai.

Step 4:
Aab Apke Pas Ke 4 option Hai

-ATM/Debit Card
-Credit Card
-BHIM UPI
-Net Banking

Upar Bataye List Mese Aap Koi Sa Bhi Method Se Apne Paytm Wallet Me Paisa Add Kar Sakte Ho.Mai Aapko ATM/Debit Card Se Batane Vala Hu.apne ATM card Ka use Karke Kaise apne Paytm Wallet Me Paisa Add Kar Shakte Ho.

Step 5:
Aab Aapko Debit Card Vale Option Ko Select Karna Hai.Uske Bad aapko Apne Card Ki Sabhi Details Enter Karna Hai.

-Debit Card Number
-Card Ki Expiry Date
-CVV number (Aapke Card Ke Piche Diya Huaa 3 anko Ke Number) 

Aab Apko Pay Now Par Click Karna Hai.

Step 6:
Aapke Registered Mobile Number Par Ek OTP (One Time Password) Sent Hoga Usko Apne Enter Karna Hai.Uske Bad “Done” Kar dena Hai. Apke Paytm Wallet Me Paisa Add Ho Jayege.

Official Website: Paytm.com

Online transaction Karte Pahle Yah Jarur Padhe.


-Online transaction Ke Time Apki Internet Speed Acchi Honi Sahiye.
-transaction Time Aane Vala Sabhi Message Ko Acche se Read Kare.
-Ek Process Complete Ho Jane Ke Bad Hi Dusari Process Kare.
-Jab Aapki Koi Process working hai to Aapko Back Button” ka Istemal Na Kare.


Last Word :


Apne Yah Post Me Sikha Ki Kaise Aap Apne Paytm wallet Me Paisa Add Kar Shakte Ho.Uske Alava Online Transaction Time Kya Khyal Rakhana Sahiye Uske Bare Me Shilha.Ummid Karna Hu Ki aapko Jankari Upyogi Hogi.Agar APke Koi Question Hai TO Coment Box Me Jarur Likhe.

Agar Jankari Acchi Lage To Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Kare. Jai Hind !

Post a Comment

0 Comments