Paytm se Electricity bill Kaise Bhare: Namskar Dosto Apka Swagat Hai Aajke Ek New Post Me Aapne Agle Kuch Post Me Paytm Ke Dusre Feature Ka Istemal Kaise Karte Uske Bare Me Jan Shakte Hai Uske Liye Aap Hamari Old Post Ko Jarur Padhe.
Paytm Ek Indian Digital Payment Company Hai Uski starting 2010 Me Ek Mobile Recharge Website Ke Rup Me Kiya Gya Tha Uske Bad 2013 Me Paytm Ka Ek Mobile App launch Kiya Gya Tha. Paytm Ka Istemal Karke Aap Apna Mobile Recharge Kar Sakte ho Or Uske sath Apna Bijali Ka Bill/ Electricity bill Bhi Aap Apne Ghar Bethe Asani Se Pay Kar Sakte Ho.
Paytm se Electricity bill Kaise Bhare |
Paytm Se Aap Bahot Sare Kam Apne Ghar Par Kar Sakte Ho. Paytm Se Aap Mobile Recharge, Electricity bill Bharna, Hotel Booking, Bus Ticket And Train Ticket Booking, Movie Ticket, Flight Booking or Uske Alava Bhi Bahot Sare Kam Kar Shakte Ho.
Aap Apna Bijali/Electricity bill Monthly Aata Hai Usko Apne Pay Karne Jate Hai To Aapko Lambi Line Me Khade Rahna Padta Hai.uske Sath Aapka Time Bhi Waste Hota Hai. Lekin Bahot Sari Company Hai Uske Madhyam Se Aap Apna Electricity billBhar Sakte Ho.
Aaj Ham Sabhi Company Ke Bare Bat Nahi Karne Bale Likin Aaj Ham Paytm Se Electocity Bill Kaise Pay Karte Hai Uske Bare Me Janege.
Paytm se Electricity bill Kaise Bhare online Hindi
Paytm Se Electricity bill Bharne Ke Liye Aapko Uski Offical Website www.paytm.com Se Aap Bhar Sakte Ho Lekin Mai Aaj Aapko Apne Mobile Me Paytm App Se Kaise Bill Pay Kar Sakte Ho Uske Bare Me Batane Vala Hu.
Step 1:
Sabse Pahle Aapko Paytm App Ko Open Karna Hai Uske Bad aapko Apna Account Me Login Ho Jana Hai. Agar Aapki Pas Paytm Ka Account Nahi Hai to Maine Pahle Se POst Likh Kar Rakhi Hai Paytm Me Account Kaise Banate Hai usko Jarur Padhe.
Step 2:
Uske Bad Paytm Ke Home Page Me Electricity Bill Ka Option Aapko Dekhane Ko Mil Jayege. Uske Upar Aapke Click Kar Lena Hai.
Step 3:
Uske Bad Aapko Apna State Select Karna Hai.Uske Bad Apna Electricity Bord Select karna Hai.Agar Aapko Aapna Bord Pata Nahi Hai To Aapko Apne Bijali Ke Bill Ke TOp Par Likha Hua Mil Jayega.
Step 4:
Uske Bad Apne Apka Consumar Numaber Add Karna Hai Aapke Bijali Ke Mil Me likha Hua Mil Jayega.Get Bill Details Par Click Karna Hai Jaise Click Karne Ke Bad Aapne Apne Account Ki Details Mil Jayege.
Step 5:
Uske Bad Aapko Amount Add Karna Hai Or Procced to Pay Par Click Karna Hai Uske Bad Aapko Apne Pas Promocode Hai to Aapko Add Kar Lena Hai.Promocode Use Karne Se Aapko Kuch Cashback Mil jata hai.Agar Aapke Pas Promocode Nahi Hai To Usko Rahne Dena Hai Or Procced To Pay Par Click Karna Hai.
Step 6:
Uske Next Step Me Aapne Apka Payment Complete Karna Hai Uske Liye Aap Paytm Wallet, ATM Card/Debit Card, Credit Card, BHIM UPI, Net Banking Un Sabhi Me Se Aapke Pas Available Option Ko Select Karna Hai.
Aapne Payment Ke LIye Apni Details Enter Karna Hai Or OTP Enter Kane Ke Bad Apna Transaction Succesfull Ho Jayega.
Step 7:
Paytm Ke Home Page Me Jakr Apne Jana Hai My Order Me Jakar Aap Apna Bill Pay Ka Receipt Ko Download Kar Sakte Ho.
यह भी पढ़े :
Last Word
Aaj Ki Yah Post Me Aapko Jana ki Paytm Se Electricity bill Kaise Bharte hai,Paytm Se Bijali Bill Kaise Bharte Hai, Ummid Karta Hu Ki Aapko Yah Post Pasand Aaya Hoga Agar.Agar Apke Koi Queastion Hai To Hamne Coment Box Me Jarur Likhe.
Paytm Se Bijali/ Electricity bill Ka bill Kaise Bharte Hai Jankari Acchi Lage to Apne Dosto Or Social Media Par Share Jarur Kare.
0 Comments